Social Icons

Wednesday, May 6, 2015

Infertility Causes In Women بانجھ پن

بانجھ پن
Infertility Causes In Women - Banjhpan Ki Wajah 9. Baaz chemicals maslan karm kash medicine, glycol

ether jo ka printing aur gond waghaera bananey mein use hota hain bhi sperms kay liye nuqsandeh hain.

Karm kash medicine ka spray kartey waqt khusoosi ahtiyat ki zaroorat hai. 10. Research ma yeh bhi

maloom hua hai kay computer kay samney zyada der bethney sey bhi sperm ki tadad kam hojati hai jis ki

wajah sey aisey afraad kay han aksar larkiyan paeda hoti hai. 11. Zehni stress bhi sperm ka bohut bara

dushman hai. Yeh sperm kay count ko kam karta hai. Lehaza iss sey bachein aur hamesha pursukoon rahnay

 ki koshish karein. Infertility Causes In Women Doosri sorat mein kharabi apki biwi mein hai jis ki wajah sey

woh haamla nahi horahi. Yeh kharabi kaee tarha ki ho sakti hai. maslan... Ba'eza raezi hoti hi nahi yeh kabhi

kabhar hoti hai. Woh aurtein jin ko sugar ho to en ko yeh masla ho jata hai. Aap ki biwi ki qazif naliyan band

 hain yeh en naliyun mein koi kharabi hai. Aurat kay faraj mein koi kharabi hai jis ki wajah sey sperm mar

jatey hain ya aagey nahi ja saktey. Baaz auqat ovulation kay baad egg bachey dani mein nahi aasa







No comments:

Post a Comment

 
Rainbow Pinwheel Pointer Rainbow Pinwheel Pointer